Posts
Showing posts with the label nisar ahmad marfani
- Get link
- X
- Other Apps
Zindagi Ye Nahi Hai Kisi Ke Liye Roman Hindi Urdu Roman Urdu zindagi ye nahi hai kisi ke liye zindagi hai nabi ki nabi ke liye nasamaj marte hein zindagi ke liye jina marna hai sab kuchh nabi ke liye zindagi ye nahi hai kisi ke liye zindagi hai nabi ki nabi ke liye ant fihim ke daaman mein munkir bhi hein ham rahe ishrate dayamee ke liye zindagi ye nahi hai kisi ke liye zindagi hai nabi ki nabi ke liye aish karlo yahan munkiron chaar din marke tarsoge is zindagi ke liye zindagi ye nahi hai kisi ke liye zindagi hai nabi ki nabi ke liye daage ishqe nabi le chalo qabr mein hai charage lahad roshni ke liye zindagi ye nahi hai kisi ke liye zindagi hai nabi ki nabi ke liye nakshe paa-e-sagane nabi dekhiye ye p...
- Get link
- X
- Other Apps
rang jaye meri hasti mere aaqa tere rang mein - English rang jaye rang jaye rang jaye rang jaye rang jaye rang jaye rang jaye meri hasti mere aaqa tere rang mein jab tasawwur ho na ho duja koi sang mein tera ishq sama jaye meri rooh mere ang mein rang jaye meri hasti mere aaqa tere rang mein har ashke nadamat se daman mera dhul jaye wo jaan ata karde nas-nas mein jo ghul jaye deedaar ki hasrat bhi yun had se guzar jaye jab band karun aankhein aankhon mein utar jaye rang jaye meri hasti mere aaqa tere rang mein aye kaash mere dil ka armaan nikal jaye teri naat labon par ho aur jaan nikal jaye hakim bhi rahe nadim sultan salaami de khadim tera kehlaun kuchh aisi gulaami de rang jaye meri hasti mere aaqa tere rang mein akhlaaq munawwar hon aamaal bhi roshan hon islam ki khidmat mein qurban mera tan ho jab deen ki azmat ka koi kaam liya jaye tere naam ki nisbat se mera naam liya jaye rang jaye meri...
- Get link
- X
- Other Apps
Naat-Khwaan: Nisar Ahmad Marfani pandra-so saala jashn-e-wilaadat manaao na salla alayk ya sallama salla alayk ya sallama hubbun-nabi yajm'una ashraqal-nuru bi milaad-il-mukhtaari bi-mawlidik ya rasulallah bi-mawlidik ya habiballah ya man-arsalhu-allah rahmatallil aalameen jashn-e-wilaadat manaao jashn-e-wilaadat manaao nisbat huzur se hai to phir muskuraao na pandra-so saala jashn-e-wilaadat manaao na har dil mein bas durood ki tamheed aaj hai har aashiq-e-rasool ki to eid aaj hai ishq-e-nabi ka jaam sabhi ko pilaao na pandra-so saala jashn-e-wilaadat manaao na maulidun khair-ul-bashar maulidun noor har ek gali mein dekhiye ek noor chha gaya milaad ki khushi mein falak jhoomta gaya galiyon ko rahmaton ka nagar tum banaao na pandra-so saala jashn-e-wilaadat manaao na nisbat huzur se hai to phir muskuraao na pandra-so saala jashn-e-wilaadat manaao na milaad ki bahaar se mausam badal gaya aamad ke na...
- Get link
- X
- Other Apps
barwi da chand aa gaya taiba wala nabiyan da sardar barwi da chand aa gaya rab kitta onu kull mukhtaar barwi da chand aa gaya khatm nabuwwat kar ke aaya rahmat-e-aalam banke aaya dukhi dilaan da sukun te karaar barwi da chand aa gaya taiba wala nabiyan da sardar barwi da chand aa gaya jis di talab nu tarse zamaana shan-e-khuda hasanain da nana sunke arzaan kare beda paar barwi da chand aa gaya taiba wala nabiyan da sardar barwi da chand aa gaya tere shaher di shan nirali jag de sab sultan sawali shala wase tera sohna darbaar barwi da chand aa gaya taiba wala nabiyan da sardar barwi da chand aa gaya sham'-e-risalat saaqi-e-kausar arzaan sune sab haq da payambar hoor-o-qudsi bhi jisde nisaar barwi da chand aa gaya taiba wala nabiyan da sardar barwi da chand aa gaya jisnu chawe dar te bulawe apne karam di jalak dikhawe oh di rahmat da koi nahin shumar barwi da chand aa gaya taiba wala nabiyan da sardar barwi da chand aa...
- Get link
- X
- Other Apps
dil-lagi kaam na aaegi isq-o-dil ki lagi chahiye Naat-Khwaan: Nisar Ahmad Marfani dil-lagi kaam na aaegi isq-o-dil ki lagi chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye teri daulat na kaam aaegi teri shohrat na kaam aaeegi apni hasti ko karde fana gar sanad jannati chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye hum khataakar hein aye khuda! tu hamari khata bakhsh de ishq-e-ahmad mein jo ho basar ham ko wo zindagi chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye deed ho jaaegi aapke chashm-e-tar ki tamanna hai ye warna diwaane ki aankh ko kyun bhala roshni chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye dam nikal jaaye to gham nahin bas faraaz apni hai iltija jis gadi maut aaye hamein khaak-e-shehr-e-nabi chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye दिल-लगी काम न आएगी इश्क़-ओ-दिल की लगी चाहिए दिल-लगी काम न आएगी इश्क़-ओ-दिल की लगी चाहिए नात कहनी हो गर आपको दिल...
- Get link
- X
- Other Apps
dar-e-nabi par ye umar beete Naat Khwan : Hafiz Tahir Qadri Hafiz Ahmad Raza Qadri Nisar Ahmad Marfani dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa madine waale kahei.n makaami, ho unke dar pe qayaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa bilaal tujh par nisaar jaau.n, ke khud nabi ne tujhe kharida naseeb ho to naseeb aisa, ghulaam ho to ghulaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa namaaz aqsa mei.n jab padaaee, to ambiya aur rusool ye bole namaaz ho to namaaz aisi, imaam ho to imaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa labo.n pe naam-e-nabi jab aaya, gurez-paa haadaso.n ko paaya jo Taal deta hai mushkilo.n ko, ...
- Get link
- X
- Other Apps
tere sadqe mein aaqa sare jahan ko deen mila Naat-Khwaan: Nisar Ahmad Marfani Hafiz Tahir Qadri tere sadqe mein aaqa sare jahan ko deen mila be deenon ne kalma pada lailaha illalallah hasbi rabbi jallalallah mafee qalbi gayrullah noore muhammad sallalallah lailaha illalallah simt-e-nabi b- jahal gaya, aaqa se usne ye kaha gar ho nabi batlaao zara, meri mutthi mein hai kya aaqa ka farmaan hua, aur fazl-e-rahman hua mutthi se patthar bola lailaha illalallah hasbi rabbi jallalallah mafee qalbi gayrullah noore muhammad sallalallah lailaha illalallah apni bahen se bole umar, ye to bata kya karti thi mere aane se pahele, kya chupke chupke padti thi bahen ne jab quran pada, sunke qalaame paake khuda dil ye umar ka bol utha lailaha illalallah hasbi rabbi jallalallah mafee qalbi gayrullah noore muhammad sallalallah lailaha illalallah wo jo bilaale habshi hai sarware deen ...
- Get link
- X
- Other Apps
mere gaus ke dar pe chalte hain Naat-Khwaan: Nisar Ahmad Marfani chale chalo chale chalo mere gaus ke dar pe chalte hain qadri ab naara-e-gause aazam mizanan ek baar bulaaya tha har baar bulayeinge har saal yaqinan hum baghdad ko jaayeinge qadri ab naara-e-gause aazam mizanan aankhon mein chamak hogi taazeem mein sar hoga jab gaus ki nagri mein dil mahewe safar hoga qadri ab naara-e-gause aazam mizanan tehseen mile mujhko zarron ki nigaahon se kuchh aisi muhabbat ho baghdad ki raahon se qadri ab naara-e-gause aazam mizanan jab gaus ke roze par sar mera jhuka hoga gulshan meri nisbat ka banjar se hara hoga qadri ab naara-e-gause aazam mizanan kya khoob tumhaara hai darbaar shahe jilan daaman mein chhupa lena sardaar shahe jilan qadri ab naara-e-gause aazam mizanan bachpan se meri maa ne mujhko ye sikhaaya hai jab aayi koi aafat...
- Get link
- X
- Other Apps
KHuda ki 'azmatein kya hein, muhammad mustafa jaane KHuda ki 'azmatein kya hein, muhammad mustafa jaane makaam-e-mustafa kya hai, muhammad ka KHuda jaane sada karna thi mere bas mein, maine to sada kardi wo kya denge, main kya lunga, sakhi jaane gada jaane kaha jibreel ne sidar talak meri rasaee thi hein kitni manzilein aage, nabi jaane KHuda jaane madine haazri ki maangte rehna dua yaaron ! asar hoga nahin hoga, nabi jaane dua jaane meri matti madine paak ki raah mein bichha dena kahaan lejaayegi isko madine ki hawa jaane mujhe to surkh-ru hona hai aaqa ki nigaahon mein zamaane ka kya naseer bura jaane bhala jaane
- Get link
- X
- Other Apps
qabr jis dam meri tayyar karaayi jaaye qabr jis dam meri tayyar karaayi jaaye khaak thodi si madine ki bhi daali jaaye aab-e-zamzam ho muyassar to gusal de dena chaadr-e-kafn bhi taiba se mangaayi jaaye itni gehri ho lahad ke mein khada ho jaaun deed jis dam mujhe aaqa ki karaayi jaaye chashm-e-bad qaabil-e-deedaar banaane ke liye khaak-e-pa thodi si aankhon mein lagaayi jaaye jab janaaze ki mere leke chalein mere raqib naat-e-sarkar mujhe wahan bhi sunaayi jaaye humko kaanta bhi chubhe dard unhe hota hai aye malak ! rooh meri dhire se nikaali jaaye kya hi achchha ho ke salman ka bharam reh jaye chaadar-e-kafn na chehre se hataayi jaaye naksh-e-naalain-e-nabi sar pe mere rakh dena yahi surat hai ke surat ye dikhaayi jaaye
- Get link
- X
- Other Apps
nazar pe kisi ki nazar ho rahi hai meri chashm kaan-e-gauhar ho rahi hai mere khufiya naalo.n ko wo sun rahe hei.n 'inaayat kisi ki kidhar ho rahi hai wo taiba mei.n mujhko talab kar rahe hei.n talab meri ab mo'tabar ho rahi hai madine mei.n hu.n aur pichhla pahar hai shab-e-zindagi ki sahar ho rahi hai koi shab nahi.n hai zamaane mei.n aesi shab-e-taiba rashk-e-qamar ho rahi hai hua taalib-e-taiba matloob-e-taiba talab teri aye muntazir ho rahi hai nayi zindagi ki wo meh de rahe hei.n meri zindagaani amar ho rahi hai guzaara hai jis dar se dono.n jahaa.n ka usi dar pe apni guzar ho rahi hai madine se meri bala jaye akhtar meri zindagi waqf-e-dar ho rahi hai नज़र पे किसी की नज़र हो रही है मेरी चश्म कान-ए-गौहर हो रही है मेरे ख़ुफ़िया नालों को वो सुन रहे हैं 'इनायत किसी की किधर हो रही है वो तैबा में मुझको तलब कर रहे हैं तलब मेरी अब मो'तबर हो रही है मदीने में हूँ और पिछला पहर है शब्-ए-ज़िन्दगी की सहर हो रही है कोई शब् नहीं है ज़माने में ऐसी शब्-ए-तैबा रश्क़-ए-कमर...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng): Chaand aa gaya Chaand aa gaya Dekho Arab ka aaj Chaand aa gay Arab ka Chaand aa gaya Arab ka Chaand aa gaya Jahaan mein Noor barsaane, Arab ka Chaand aa gaya Zamaane bhar ko chamkaane, Arab ka Chaand aa gaya Halima ! Daaeeyaan qismat pe Teri rashk karti hein Teri qismat ko chamkaane, Arab ka Chaand aa gaya To straight the light Throughout the world The moon of Tayba has a rife The light is bright Throughout all the world The moon of Tayba has a rife Arab ka Chaand aa gaya Arab ka Chaand aa gaya Khuda e Paak detaa hai Hakikat hai yahi lekin Khuda se Hamko dilwaane Arab ka Chaand aa gaya Jo Duniya ke sataaye hein Sadaa se be sukun hein Unhe taskeen pahunchaane Arab ka Chaand aa gaya Shayateen jaa nahi sakte heib ab to aasmaanon mein Jahan mein jalwaa farmaane Arab ka Chaand aa gaya Bhala kyun khauf hai Salmaan Tuje Us Gaure Teeraan se Teri Turbat ko chamkaane Arab ka Chaand aa gaya
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(English) : Aye Aale Nabi Khwaja Aulade Ali Khwaja Hasanain ke Gulshan ho Zohra ki kali Khwaja Haathon mein Tumhare ho Mansha e Wali Khwaja Hasanain ke Gulshan ho Zohra ki kali Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Din Raat banaate ho khoti ko khari Khwaja Dewdi pe Tere kis ki joli na bhari Khwaja Bargasta nasibon ki taqdeer firi Khwaja Aankhein Meri ab tak hein chokhat pe dhari Khwaja Bigdi ke banane mai kyu der lagi khvaja Bhar lete hein Us Dar par joli ko sabhi Khwaja Mehroom nahin jaata koi bhi kabhi Khwaja Le lunga mein munh manga chokhat pe abhi Khwaja Utthe ga to utthe ga sar Mera jabhi Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Kya Shaan Tumhari hai Allaho Gani Khwaja Duniya ke dhani Khwaja rutbe ke dhani Khwaja Zarre ko banate ho daale yamani Khwaja Kya baat hai jo ab tak meri na bani Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Kis shaan se mahefil ki ronak ho saji Khwaja Nashaad ki jaati ...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng) : Ahmad Raza Ahmad Raza Ahmad Raza Ahmad Raza Ahmad Raza Ahmad Raza Ahmad Raza Ahmad Raza Jo Qudsi Hashr mein Puchhenge Mujse Kiska Peiro tha Kahunga karke Sar uncha Imaam Ahmad Raza Khaan ka Jo Ataa-e-Mustafa hai Aur Raza-e-Kibriya Wo Imaam Ahmad Raza hai Wo Imaam Ahmad Raza Deen ka Jo Paasbaa hai Aur Hamara Rahnuma Wo Imaam Ahmad Raza hai Wo Imaam Ahmad Raza Sunniyon ka Peshwaa Mera Raza Mera Raza Ilmo Fann ka Badshah Mera Raza Mera Raza Hai Madine ki Ziya Mera Raza Mera Raza Gause Aazam ki ataa Mera Raza Mera Raza Jo Ataa-e-Mustafa hai Aur Raza-e-Kibriya Aala Hazrat Meri Jaan Aala Hazrat Meri Jaan Jiska Seena hai Ameen Maula Ali ke Ilm ka Ahle Sunnat ko mili Jis se Fatawa Razawiya Jiska Ham par bil-yaqeen Ahesaan hai be-inteha Wo Imaam Ahmad Raza hai Wo Imaam Ahmad Raza Jo Ataa-e-Mustafa hai Aur Raza-e-Kibriya Wo Imaam Ahmad Raza hai Wo Imaam Ahmad Raza Jo Zamaane ka yaqeenan Aala Hazrat ban gaya Fiqha mein Jo Bu-Hanifa bhi tha Apne Waqt ka Jo hai Sarkare Do Aalam ka ...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): Dang hein sab dekh kar aadha idhar aadha udhar Ho Gaya pal me Qamar aadha idhar aadha udhar Chaand hi kya Aasmaan ko bhi gar kehthe Huzoor Wo bhi gir ta toot kar aadha idhar aadha udhur Aala hazrat ke ghulamon se ulajna chhod do Phenk deinge kaat kar aadha idhar aadha udhar Jab Raza ki uth gayi talwaar to phir kya huwa Ho gaya Najdi ka sar aadha idhar aadha udhar Ik taraf Makke ki sarhad, Ik taraf Shehre Nabi Kaash hota Mera ghar aadha idhar aadha udhar Dushmanane Mustafa ko dekh lena Pul Siraat Daal denga kaat kar aadha idhar aadha udhar हिंदी (HINDI): दंग हैं सब देख कर आधा इधर आधा उधर हो गया पल में कमर आधा इधर आधा उधर चाँद ही क्या आसमां को भी गर कहते हुज़ूर वो भी गिरता टूट कर आधा इधर आधा उधर आला हज़रात के गुलामों से उलझना छोड़ दो फ़ेंक देंगे काट कर आधा इधर आधा उधर जब रज़ा की उठ गयी तलवार तो फिर क्या हुआ हो गया नजदी का सर आधा इधर आधा उधर इक तरफ मक्के की सरहद , इक तरफ शेहरे नबी काश होता मेरा घर आधा इधर आधा उधर दुश्मनाने मुस्तफा को देख लेना पुल सिरात डाल देंगे काट ...
- Get link
- X
- Other Apps
Dare Nabi par Ye Umar beete Ho Ham pe Lutfe Tamam Aesa Madine wale kahein Makami Ho Unke Dar par Qayam Aesa Labon pe Naame Nabi Jab Aaya Gurez-paa Hadson ko paya Jo taal deta hai Mushkilon ko Mere Nabi ka hai Naam Aesa Dare Nabi par... Jo Gamzadon ko Gale laga le Buron ko Daman mein jo chhupa le Hai Dusra Kaun Is Jahan mein Siway Khairul Aman Aesa Dare Nabi par... Mujhi ko dekho Wo betalab hi Nawazte jaa rahe hein Payham Na Koi Mera Amal hai Aesa Na Koi Mera hai Kaam Aesa Dare Nabi par... Bilal tuj par Nisar Jaun Ke khud Nabi ne Tuje kharida Naseeb ho to Naseeb Aesa Gulam ho to Gulam Aesa Dare Nabi par... Namaz Aqsa mein Jab padhaee To Ambiya Aur Rusool ye bole Namaz ho to Namaz Aesi Imam ho to Imam Aesa Dare Nabi par... Mein Khalid Apne Nabi pe Qurban Hai Jinka Khulke Azeem Quran Hai Roshni Jiski Do Jahan mein Kahin hai Maahe Tamam Aesa Dare Nabi par Ye Umar beete Ho Ham pe Lutfe Tamam Aesa Madine wale k...
- Get link
- X
- Other Apps
Muhammad sa Nahin koi Muhammad sa Nahin koi Muhammad sa Nahin koi Muhammad sa Nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Rasulon ne kaha mil kar Firishton ne kaha badh kar Yahi Hooron ka Nagma hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Sarapa Aapka likhne ko Quraan samne rakkha Kalam ne Itna likkha hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi The Hundred Book mein likkha hai Nabi ka Naam uncha hai Ye Michael Heart likhta hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Jala hai maar kha kar bhi Hazaron Zakhm seh kar bhi Bilale Habshi kehta hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Janabe Saiyyida Hasnain aur Maula Ali bole Nabi Jesa na dekha hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Abu Bakro Um...
- Get link
- X
- Other Apps
Hai Tu hi Rabb Tu hi Khuda Aye Mehrban Aye Mehrban Bande hein Ham Tu hai Khuda Aye Mehrban Aye Mehrban Sab pe Karam Sab pe ata Aye Mehrban Aye Mehrban Tu hi jalata hai Jise Tu hi bujata hai Jise Us Naar se Hamko bacha Aye Mehrban Aye Mehrban Izzat bhi Tere Hath mein Zillat bhi Tere Hath mein Zillat se Hamko Tu bacha Aye Mehrban Aye Mehrban Mahe Rajab hai Mah Tera Shaban hai Sarkar ka Ummat ki khatir Ramzan diya Aye Mehrban Aye Mehrban Zere Zabin Arshe Bari Sab hai Tere Zere nagin Kabza hai Tera Har Jagah Aye Mehrban Aye Mehrban Teri Ata-e-beshumar Ham hein Tere Aajiz-guzar Shukr karein kese ada Aye Mehrban Aye Mehrban Hampe ye ahesan-e-azeem Aye Mere Rabb Mere Kareem Hamko Nabi kesa diya Aye Mehrban Aye Mehrban Kese likhe Teri Sana Salman-e-Ajiz ka qalam Aye Layike Hamdo Sana Aye Mehrban Aye Mehrban
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laa...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे
More Ghaus-ul-Wara Roman Hindi Urdu Roman Urdu gaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya choon muhammad darmiyaan-e-ambiya mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara chashma baghdaad ka jab laga aankh par dekha taiba nagar, dekha taiba nagar jaanib-e-makka jab bhi uthi hai nazar dekha taiba nagar, dekha taiba nagar mohe man maan madina basai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara gham ka baadal tha aur main pareshan tha mujhko bakhsha sukoon, mujhko bakhsha sukoon tooti patwaar thi aur main hairaan tha ...







.png)

